Hamara itihas:-
- 563- Gautam buddh ka jamn
- 540-Mahaveer ka janm
- 327-326-Bharat ka Alexendar ka hamla.Isne Bharat aur europe ke bich ek bhoo-marg khoj liya
- 313-Jain parampara ke anusar Chandragupt ka rajyabhishek.
- 305-Chandragupt maurya ke hatho selucus ki parajay.
- 273-232-Ashok ka shashan.
- 261-kaling ki vijay.
- 145-101-Elora ka chhetra,Srilanka ke chol raza.
- 58-vikram sanvat ka arambh.
- 78-Shak sanwat ka prarambh.
- 120-Kanisk ka rajyabhishek.
- 320-Gupt yug ka prarambh,Bharat ka swarrim pal.
- 380-vikramaditya ka rajyabhishek.
- 405-411-chini yatri fahiyan ki yatra.
- 415-Kumargupt pratham ka rajyabhishek.
- 455-Samudragupt ka rajyabhishek.
- 606-647-Harshvardhan ka shashan.
- 712-Sindh par pahla arab akraman.
- 836-Kannauj ke bhoj Raja ka rajyabhishek.
- 985-Chol shashsak Rajaraj ka rajyabhishek.
- 998-Sultan Mahmood ka rajyabhisek.
- 1001-Mamood Gajni dwara somnath mandir par vidhwansh.
- 1191-Tarai ka pahla yudh.
- 1192-Tarai ka dusra yudh.
- 1206-Delhi ki gaddi par kutubudin aibak ka rajyabhishek.
- 1210-kutubudin aibak ka mrityu.
- 1221-Bharat par changej khan ka hamla (mangol akraman).
- 1236-Delhi ki gaddi par Rajiya sultan ka rajyabhishek.pratham mahila shashak.
- 1240-Rajia sultan ka dehant.
- 1296-Allauddin khilji ka hamla.
- 1316-Allauddin khilji ka dehant.
- 1325-Mohammad Tuglak rajyavhishek.
- 1327-Tuglako ke dwara delhi se daultabad aur phir dakkan ko rajdhani vanaya jana.
- 1336-Dakshin me vijyanagar samrajya ki sthapna.
- 1351-Firojshah ka rajyaabhishek.
- 1398-Taimurlang ka Bharat par hamla.
- 1469-Guru nanak ka janm.
- 1494-Farghana me Babar ka rajyavgishek.
- 1497-1498- vasco de gama ki Bharat ki pahli khoj yatra(samudri raste ki kgoj).
- 1526- Panipat ki pahli ladai.,Babar ne ibrahim lodi ko haraya . Babar dwara mugal shashan ki sthapna.
- 1527-Khanva ki ladai.Babar ne Rana sanga ko haraya.
- 1530-Babar mar gaya aur Humayun ka rajyabhishek hua.
- 1539-Shershasha suri ne Humayun ko haraya aur Bharat ka samrat ban gaya.
- 1540-Kannauj ki ladai.
- 1555-Humayun ne delhi ki gaddi phir hathya li.
- 1556-Panipat ki dusri ladai.
- 1565-Talikot ki ladai.
- 1576- Haldighati ki ladai,Maharana pratap ne akbar ko haraya.
- 1597-Rana pratap ka dehant.
- 1600-East-India ki sthapna.
- 1605-Akbar ki mrityu Jahangir ka rajyabhishek.
- 1606-Guru Arjun dev ka vad.
- 1611-Noor- jahan se jahangir ka vivah.
- 1627-Shiva ji ka janm,Jahangir ki mrityu.
- 1628-Sahjahan Bharat ke samrat bane.
- 1631-Mumtaj mahal ki mrityu.
- 1634-Bharat ke bagal me Angrejo ko vyapar karne ki anumati mili.
- 1659-Aurangjeb ka rajyabhishek.Sahjahan ki kaid.
- 1665-Aurangjeb dwara Shiva ji ki kaid.
- 1680-Shivaji ki mrityu.
- 1707-Auranjeb ki mrityu.
- 1708-Guru govind singh ki mrityu.
- 1739-Nadirshah ka Bharat par hamla.
- 1757-plassi ka yudh.Lord plaiv ke hatho Bharat me angrejo ke Rajnitik shashan ki sthapna.
- 1761-Panipat ka tisra yudh.Shah alam dituye Bharat ke samrat bane.
- 1768-Buxur ki ladai.
- 1765-Lord plaiv ko Bharat me company ka governer niyukt kiya gaya.
- 1767-1769-Pahla maisoor yudh.
- 1770-Bangal me mahan akaal.
- 1780-Maharana Ranjeet singh ka janm.
- 1780-1784-Dusra maisoor yudh.
- 1784-Peets adhiniyam.
- 1799-Chautha maisoor yudh,Tipu sultan mare.
- 1802-Besen ki sandhi.
- 1829-Satipratha ko pratibhandit karna.
- 1830- Brahma samaj ke sthapak Raza ram mohan rai ki england yatra.
- 1833-Raja ram mogan rai ki mrityu.
- 1839-Maharaja Ranjeet singh ki mrityu.
- 1839-1842-Afgan yudh.
- 1845-1846-Pahla angrej sikkh yudh.
- 1852-Dusra angrej verma yudh.
- 1853-Bombay se thane ke beech pahli rail line aur kalkatta me telegraph line lholi gayi.
- 1857-Swatantrata ka pahla yudh.
- 1861-Ravindra nath tagore ka janm.
- 1869-Gandhi ka janm.
- 1885-Bharatiye Rashtriye Congress ki sthapna.
- 1889-Nehru ka janm
- 1897-Subhash chandra bose ka janm.
- 1904-Tibbat yatra.
- 1905-Lord courgen dwara bangal ka pahla batwara.
- 1906-Muslim league ki sthapna.
- 1911- Delhi darbar-British ke raja aur rani ki Bharat yatra.Delhi Bharat ki rajdhani bani.
- 1916-Pratham vishwayudh ki shuruwat.
- 1916-Muslim league aur congress dwara lucknow samjhaute par haschaktar.
- 1918- Pahle vishwayudh ki samapti.
- 1919-Amritsar me jaliyawala bag hatyakand.
- 1920-Khilafat andolan oi shuruaat.
- 1927-Syman commision ka bahiskar.Bharat me prasaran ki suruat
- 1928-Lala lajpat rai ki mrityu.(Sher-a-punjab)
- 1929-Lord anvarm samjhauta,lahore congressme purn swatantrata ka prastav pass.
- 1930-Savinay avagya andolan ki shuruat.Mahatama gandhi Dandi yatra.
- 1931-Gandhi -Ervin samjhauta.
- 1935- Bharat sarkar adhiniyam parit.
- 1937-Prantiye swayatat congress mantiyo ka padgrahan.
- 1941-Tagore ji ka dehant.Bharat se subhash chandra bose ka palayan.
- 1942-Crips mission ke Bharat agman par Bharat chodo andolan ki shuruat.
- 1943-1944-Neta ji subhash chandra bose ki prantiye azad hindu hukumat.,Bhartiye rashtriywsena ki sthapna.,Bangal me akal.
- 1945-Lal kile par INA ka trail,simla samjhauta,aur ditiye vishwayudh ki samapti.
- 1946-British cabinet mission ki Bharat yatra.,kendra me antrim sarkar ka gathan.
- 1947-Bharat ki azadi aur vibhajan.
- 1947- 15august ko desh ko angrejo ki gulami se nijaat mili.
- 1948- 30 January ko mahatama Gandhi ki hatya,isi varsh bhartiye hocket team ne hockey me swarn padak jeeta.
- 1950-Bharat ka gantantra bana.savidhan lagu.
- 1951-Desh ki pahli panchvarshiye yojna lagu.
- 1952-Desh me pahla aam chunav.
- 1954-Bharat aur cheen ke beecha pahla panchseel samjhauta.
- 1956-Rajyo k punarghatan.
- 1960-Bharat aur pakistan ke beech sindhu jal samjhauta.
- 1962- October me chin ne Bharat par hamla kiya,novembar me chin ka doosra hamla huwa.
- 1963-Bharat ne pahla racket prashepad kiya.
- 1964-Jawahar lal nehru ki mrityu.,Lal bahadur shashastri pradhanmantri bane.
- 1965- kashmir ko lekar Bharat aur pakistan ke bich dusri yudh.
- 1966-Lal bahadur shashatri ka nidhan.Indira Gandhi desh ki pahli mahila pradhanmantri bani.Opretion flood ki shuruat.
- 1967- Harit kranti ki shuruaat.
- 1969-Congress ka vibhajan,Banko ka rashtriyekaran,Pahli superfast railgadi Rajdhani express nai delhi se hawda ke beech daudi.
- 1971- Bharat aur pakistan ke beech yudh,Bangladesh ka uday,pakistan ki karari har.
- 1972- Bharat aur pakistan ke beech simla samjhauta.
- 1974- 18 may ko pokhran me parmadu parishan kar bharat chati parmadu takat bana.
- 1975-Pradhanmantri indira gandhi ne desh me aapatkal ki ghosna ki.
- 1976-Bharat aur pakistan ke beech Samjhauta express suru.
- 1999-Bharat aur pakistan ke beech loc kargil yudh hua.
Published by Ashwani chaudhary.
No comments:
Write comments