Hello dosto mai apako aaj bataunga kis tarah se gmail id banate hai ise banana kitna hasan hai aur kitni asani se ham ise bana sakte hai. Aaj gmail ko badi companiya ek dusre tak apna sandesh pahuchane ke liye karti hai.gmail google ki service hai jo bilkule free hai . Account ke prakar:-yaha ham is cheej ke bare me janenge ki account ya id kitne prakar se banayijasakti hai. gmail par ham id bana sakte hai. yahoomail par apna id bana sakte hai.aur personal pro par bhi lekin isme sabse accha google sevice deti hai. gmail id banane ke liye kya cheez chahiye:-mobile ya computer Ek internet connection Apke dwara socha gaya accha id aur password. Note:-id banate samay usme angreji ke bade acchar ka aur math ke word ka prayog jaroor kare agar nahi karenge to apka id nahi ban payega ek baat ka dhyan yah bi rakhe ki paasword aap dale kafi strong ho. gmail id kaise banate hai aayeye jante hai:-sabse pahle aap gmail appliction download kijiye yadi aapke mobile ya computer me yeh application pahle se hai toto next ki button par click kar sing up pe jana hai. ab create a new gmail account par click karte hue next page pe jana hai. Ab jo nayi page khulegi usme apko first name last ne bharar next ki butto par click karna hai. ab jo page khulegi usme apko apna username or id aur pasword dalne ko kahega. Id aur password dalne ke baad apko phir se apna id aur password repear karne ko kahega id aur pasword reapt karne ke bad ab next ki button par click karna hai. ab next ki button click karne ke bad jo page khulega usme apko apna mo no. Dalkar registration karna hai . Mobile no registration karna ke baad aapke registerd mobile ek code jayega is code ko aapko gmail me dalna hoga .bas apka gmail id tayar ho gaya hai. agar apko gmail judi koi janari chahiye ho to comment kijiye. published by ashwani chaudhary
Friday, 12 August 2016
gmail id banaye in easy way
Next
Prev Post
Prev Post
First
About Unknown
Author Description here.. Nulla sagittis convallis. Curabitur consequat. Quisque metus enim, venenatis fermentum, mollis in, porta et, nibh. Duis vulputate elit in elit. Mauris dictum libero id justo.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Write comments