Jativad ek samasya:-Aaj ham apne is artical me baat karenge jativadi vyavastha ki jativad vyavstha kya hai kyo kyon aue kaise jativad vyastha hame prabhavit karti hai.Jativadi vyavastha ko janne ke liye yaha par ham kucha vidwano ke dwara diye gaye paribhasa se samjhate hai ki jativad kya hai. Jativad ke arth:-jativad ek aisa samakic samooh hai jiki sadayta unhi logo ko milti hai usi samooh me janm liya ho tatha jiski sadasyata par ek dhrid samajic niyam ke dwara apne samooh se bahar vivah karne par niyantran laga diya jata hai (ketkar) Jab ek varg purnyata vanshanukramk par adaharit hota hai tab use ham ek jati kahte hai.(cooley) Jati vyavastha ka tatparya us vyavastha se hai jisme koi samaj swayam me purn anek prithak ikayio me vibhajit hota hai ttatha in sab ikayio me paraparik sambandh ucchta aur nimnta ke kram me dharmic adhar par nirdharit hota hai(sonart) Aaj jativad ki samsya dekha jo to har ek sahar aur desh me ek vikraal samasya ke roop me dekha jata hai.jativadi samasya aaj anek sahar aur des ke liye abhisaap ban chuka hai.jatiwad vyavastha me log keval apne jati com ka hi pacchapat lete hai unhi logo ka support karte hai.tatha dusre jati dharm com ke logo ki hamesha nuksaan pahucane pryas me lage rahte hai.jativaad ke adhar par logo se bhed bhav kiya jata hai.Jativad aisa nahi hai ki present samay me dekhne ko mil raha hai purane samay me bhi jativad vyavastha dekhne ko milti thi.jativadi vyavastha hamare des ke vikas me badha banta hua nazar aa raha hai.kisi bhi des ki picche rahne ke pramookh karno me se ek karan jaticad bhi hai.Aaj jativadi vyastha ke naam par hamare des ki ekta akhndta ko bhang karne ka prays kiya ja rahahai. jativyavastha hamesha samjic chetna aur Aur samajicvikas me badha dalta hai.jativyavastha hamesha vyakti ko brabhavit karti hai kabhi dharm ke naam par kabhi jati ke naam par to kavhi com ke naam par par hame vibhin hisso me batne ki kosisi ki jati hai hamare des ko jati ke naam par vivbinn tukdo me batne ki kosis ki jati hai.Aaj sabse jyada hame jati ke naam par vibhinn vibhinn vargo me bata ja raha hai jisse hamare des ko kabhi bada nuksan jhelna pad raha hai.Aaj vyakti apne apne jati ko age badane me laga hai aur kisi ko hamare des ki pragati ka koi dhyan nahi hai aaj sab apne swarth me lage hai kisi ko aone des ke vikas ki koi parwah nahi hai.Aaj jativadi vyavastha ko samapt karne ki jaroorat jisse hamare des me jatipati ke naam par to hame alag ya baat a na jaa sake aur hamare rashtra ki ekta akhandta shanti ko jati ke naam par bhang naa kiya ja sake. published by Ashwani chaudhary
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Write comments